Hackers-Point

We Are Born For Hacking.



● JOIN OUR WHATSAPP BROADCAST FOR NEW POSTS,TECH NEWS AND ETHICAL HACKS BY JUST SIMPLE STEPS. ● SAVE OUR MOBILE NO.+917440327491 AS HACKERS-POINT . ● SEND A MSG SUB YOUR NAME TO +917440327491.

हिंदी में इस साइट के सभी पदों को पढ़ने के लिए कृपया हमारे दूसरे ब्लॉग को हिंदी में देखें

Friday, 2 June 2017

Wannacry Ransomware attack : The Hackers


Hello Friends
Once again welcome to our latest site originalgoogle.com
Aaj ham aapke liye ek bahut hi latest article lekar aaye hai. Aajkal ham TV, News, Akhbar aur social media pe ek bahut hi trending air viral news dekh rahe hai. Aur wo news hai Wannacry Ransomware. Abhi aesa kaha jata hia ki Wannacry Ransomware ne China, India, USA, UK jaise bade bade desho ke data ko hack kar liya hai.
To hamne yeh article bahut ho research aur mahenat karke sirf aur sirf aapke liye banaya hai. Issme ham aapkoWannacry Ransomware ki puri ki puri jankari denge.
Questions.


1. What is Wannacry Ransomware?
2. What is Wannacry?
3. What is Ransomware?
4. Who first expoaed Wannacry Ransomware?
4. Wannacry Ransomware karta kya hai?



Answers.


Sabse pahele bahut hi short me bata dete hai ki Wannacry Ransomware ek Cyber Attack hai jise ab tak ka sabse badacyber attack bataya ja raha hai. Wannacry Ransomware cyber attack 150 jayada desho par  aur 200000 se jayada computer pe hua  hai. Aur bahit si jani mani company jo ki security deti hai wo bhi iss Wannacry Ransomware ke samne fail ho rahi hai. Aur duniya ke sabhi desh is vajah se gaheri chinta me dube huye hai.
Wannacry Ransomware naam ke cyber attack ne India aur bahut se desho ke ATM ko hack kar liya hai. Aur bahut sare computer ko bhi apne contro me kar liya hai. Aur bahut se user ki detail Wannacry Ransomware ke pass hai. Aur issi se Wannacry Ransomware users ki sabse jayada open hone wali file ko delete kar deta hai. (Delete Frequently Opened File). Aur fir user ki screen par ek message aata hai ki paise do (bitcoin) tabhi aapko aapki file/date milegi. Matlab ki in short Wannacry Ransomware users ke private data ko le leta hai. Aur user ke mobile, computer ya laptop se use delete karke user ke paas paise (bitcoin) ki demand karta hai. (Agar aapne ek Webseries A. I. S. H. A MY VIRTUAL GIRLFRIEND naam ki web series dekhi hai to aapko idea aayega. Uss webseries me jis tarah se Maya naam ke ek Hacker ka group bhi kuch isi tarah ka kaam karta hai)
Sabse pahele National Security Agency ne Wannacry Ransomware ke cyber attack ko exposed kiya hai.

WHAT IS WANNACRY?.

Ans. Wannacry ek aese samuh (group) ya company ka naam hai jisne Ransomware naam ka cyber attack kiya hai. 
What is the meaning of Ransomware?
Ans. Ransome ek english word hai. Jiska matlab hota hai ki koi aesi amount(rakam) jo kisi ke dwara aapke pas demand ki jati hai aapki hi chij ko wapas lene ke liye. Ransom ko aap ek tarike se Firauti(Phirauti/फिरौती) bhi jah sakte hai.Ransom ek tarike se black mail karke liye jane wale paise ya koi chij hai. Aur isi ke upat se yeh naam Wannacry Ransomwar aaya hai.

WHAT ARE SOME OTHER NAME OF THIS CYBER ATTACK?

Ans. Wannacry Ransomware attack 
Wanna crypt 
Wanna cryptor 
Wanna decryptor
When did Ransomwar aatack? 
Ransomewar ne cyber attack kab kiya?
12 May 2017, Friday
Wannacry Ransomwar ka main target computer hai. Aur yeh cyberattack windows operating system pe hi hota hai.
Wannacry Ransomwar ke cyber attack se kin kin chijo pe asar hua hai?
Ans. ATM, Medical service, Heakth service, Banking, National Health Services, FedEx, Latam airlines, Hospital, Telecom, Gas, E commerce platform
Wannacry Ransomwar ka cyber attack kaise hua?
Ans. Wannacry wale apni alag alag tarike ki ahkrt URL bana lete hai aur use sabhi social networking site par share karte hai. Aur in sabhi short URL me malware hota hai. Jab bhi koi uss Malware wali link mo open karta hai to wo malware uss user ke computer me install ho jata hai aur.
Kya ab cyber attack rukne wale nahi hai?

Ans. Ji nahi. Is cyber attack ko ek prakar ki shauruat bol sakte hai. Iske aage yeh cyber attack aur bhi badhenge. Isse bachne ke liye user ko aur bhi careful rahena hoga. Abhi jo wanncry ransomware ka virus hai use "Wannacry2.0" ka naam diya gaya hai.
Wannacry Ransomware kaise kaam karta hai?
How Wannacry Ransomware works?
Ans. Wannacry Ransomware ka cyber attack tab kiya jata hai jab system SMB Service ka use kar raha ho. Inn service par Eternal blue ke dwara attack kiya jata hai aur fir Wannacry Ransomware ko activate kiya jata hai. Iske baad Wannacry Ransomware user ke pure ke pure data ko encrypt kar deta hai. Aur uska extension .WNCRY ho jata hai. Aur yeh sab hone ke baad aap apne data ko access nahi kar sakte hai. Aur aapke computer me ek page show karta hai ki apna data vapas lane ke liye bitcoin bhejo. Aur wo bhi kuch hi samay me aur samay ki ghanti chalu ho jati hai.
How to get rid of Wannacry Ransomware?
Apne  Aapko Wannacry Ransomware ke cyber attack se kaise bachaye?
Ans. Sabse pahele to koi bhi unknown e- mail open na kare. Kisi bhi unreliable link ko open na kare. Kyu ki Wannacry Ransomware jayadatar aesi hi link se aapke computer me aata hai. Koi bhi lalchane wali link ko open na kare. Kayi baar ham saste ki lalach me aakar bahot si link open kar dete hai aur issi se unko hamare system me access mil jata hai.
Apne Microsoft windows ko update kar le. Meri salah anusar Microsoft xp na use kare. Aur Microsoft ne specially iss Wannacry Ransomware ke cyber attack se bachne ke liye ek emergency uodate bahar nikala hai. Aap use apni computer ki system ke hisab se download kar le.
Apne computer ke SMP ko band kar de. 
Disable SMP.
Aur ek sabse khaas baat yeh ki hamesa hi apni kimti file ka backup rakhe. Ho sake to roj ka roj hi backup le. Aur apni kimti file ka backup safe device me le.
All about Wannacry Ransomware in attack Hind 
Everything you need to know about Ransomeware. 
How to be safe from cyber attack? 
So frndz Thank you for reading this article. Let's see you in the next article till than Good Bye, Tata, aavjo, see you and Take Care
And Share More with your friends
          Sharing is caring

No comments:

Post a Comment